Ad

Breaking

Wednesday, January 18, 2017

ab key tajdeed e wafa ka nahin imkaan janaan !!

Ab ke tajdeed-e-wafa ka nahi imkaan janaan
Yaad kya tujh ko dilaein tera peman janaan

Younhi mosam ki ada dekh ke yaad aya hai
Kis kadar jald badal jaate hein insaan janaan

Zindagi teri aata thi so tere naam ki hai
Hum ne jaise bhi basar ki tera ehsaan janaan

Dil yeh kehta hai ke shaid ho afsurda tu bhi
Dil ki kya baat karein dil to hai nadaan janaa

No comments:

Post a Comment

Ye jo diya bajha hai meri sanson ka

Ye jo diya bajha hai meri sanson ka Tera zulm shayad hawa mai shamil hai